#hindi shayari
Waise bhi,
kahan fursat hua karti thi loggo ke paas
Ek dusre ke liye.
Ajeeb sa dar beth jata hai aqsar
Humare maan main
Lekin socho tho
In sabh baato ke liye
Waqt kam hai
Aur zindagi bhi bohot choti
Zara aana
yahan mere pass,
beth te hain.
Tum aur main
aur do cup chai.
Kuch kahaniyan sunaungi,
kuch tumhari sunungi.
Zara aana
yahan mere pass,
Guzarte hain kuch paal.
in guzre hue paal ka sukoon
mumbai | may 20
Phir se aa jati hai milne tanhai
Aqsar jo achi lagti
Lekin na jaane kiyon aaj
Saath main dard leh aayi
Yeh dil lagta hai kabhi thanda kabhi khali
Aaj hai kaafi baari
why did you start expecting ?
now, you’re the only reason
of your heart breaking.
Log
Mausam ki tarah
Badalte rehte hain
Humari fitrat hi aisi hai
Afsos hai
Ke ishq
Har ek ke kismat main nahi likha